Continuing with it's quest to humanise an increasingly dehumanised society and nation as a whole, the Hyderabad for Change' initiative brings you another rare gem from the humanistic stables of the Ahmedabad based couple Vinay Mahajan and Charul Bharwada........
Mandir, Masjid, Girijaghar ne baant liya bhagwan ko,
dharti baanti, sagar baanta, mat baanto insaan ko,
Hindu kehta mandir mera, mandir mera dham hain,
Muslim kehta masjid mera, Allah ka hi naam hain,
Hindu kehtaa.....Om namah shivay,
Muslim kehtaa....Allah hu Akbar,
dono ladtey, lad, lad marte, ladtey, ladtey khatam hue,
dono ne ek duuje par na jaane kya kya zulm kiye,
kiska hain yeh maqsad aur kiski chaal hain yeh sab jaan lo,

neta se satta ki khatir qaumvaad se kaam liyaa,
dharm ke thekedaar se milke logon ko nakaam kiya,
saathi bantey tukde, tukde main, neta to beimaan tha,
vote miley aur neta jeeta shoshan ko aasan kiyaa,
waqt nahin beeta ab bhi waqt ki keemat jaan lo,

prajatantra main praja ko loota kaisi yeh sarkar hain,
lathi, goli, ishwar-allah ye saare hathyar hain,
milke rahon aur inse lado,
aur ladke inko jeet lo,
haq hain hamara chain se jeena, apne haq ko chheen lo,
agar ho tum shaitaani se tang, door karo shaitan ko,
dharti baanti, sagar baanta, mat baanto insaan ko......
desh ki janta bhook se marti, dekho bhrashtachar yeh,
berozgari, thekedaari, mehngai ki maar yeh,
dharm, dharm chilaane waaley, khoon bahaayen desh main,
shaitaanon ne derey daaley, insaanon ke bhes main,
kaise kahenge saare jahaan se achcha Hindustan ko,
dharti baanti, ambar baanta, mat baanto insaan ko........
INSANIYAT HI HUM SAB KA PARAM DHARAM HAIN........

this poem is very nice poem
ReplyDeleteand remind my six snd class
friends please read you
Awesome poem
ReplyDeleteLovely poem I read it to write in my indian music note book
ReplyDelete